People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 8 *

Sanam Teri Kasam-1
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sanam-Teri-Kasam/Sanam-Teri-Kasam-Reprise/JB4lSSMAc3Y
Video:
betahasha dil ne tujhko hi chaaha hai
har duaa me maine tujhko hi maanga hai
tera jaana jaise koi baddua
tera jaana jaise koi baddua
door jaaoge jo tum mar jaayenge hum
sanam teri kasam o, sanam teri kasam o
sanam teri kasam
tumhe dekhte hi aankhen ho jaati namm
sanam teri kasam o, sanam teri kasam o
sanam teri kasam

hua ye kya hashar mera, juda hua sabar mera
main tere bin ek lamha kyun kabhi naa jiya
raat bhar ashqo ne tujhko pukara hai
har dua mein maine tujhko hi maanga hai
tera jaana jaise koi baddua
door jaaoge jo tum mar jaayenge hum
sanam teri kasam o, sanam teri kasam o
sanam teri kasam
tumhe dekhte hi aankhen ho jaati nam
sanam teri kasam o, sanam teri kasam o
sanam teri kasam

nasha tera dil ko laga, dena nahi mujhko daga
main teri aadat ka maara, hai kya meri khataa
tere bin naamumkin apna guzaara hai
har duaa me maine tujhko hi maanga hai
tera jaana jaise koi baddua
door jaaoge jo tum mar jaayenge hum
sanam teri kasam o, sanam teri kasam o
sanam teri kasam
tumhe dekhte hi aankhe ho jaati nam
sanam teri kasam o, sanam teri kasam o
sanam teri kasam
Mai Teri Yaadon Mein Khoya
Singer: Arijit Singh
Lyricist: Subrat Sinha
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sanam-Teri-Kasam/Main-Teri-Yaadon-Mein/SCRfRAN9bwE
Video:
main teri yaadon mein khoya
main teri yaadon mein uljha
main teri yaadon mein khoya
main teri yaadon mein uljha
teri yaadon ka hai samaa
tere bin main, main na rahaa
teri yaadon ka hai samaa
tere bin main, main na rahaa

shaam-o-seher kaise lagte zeher jaise
tere bagair aise o, socha nahin kaise
hoon darbadar jaise hogi basar aise o
khamoshiyan hai khata meri
tanhaiyan hai sazaa meri
samjha rahi hain ye dooriyan
teri meri nazdeekiyaan
haan teri yaadon ke gham hain
hai teri yaadon ki khushiyan
haan teri yaadon ke gham hain
hai teri yaadon ki khushiyan
tere bin jeena kya mera
tere bin main, main na raha
tere bin jeena kya mera
tere bin main, main na raha

sabko khabar hai ye meri seher hai tu
kya bekhabar hai tu o, itni zara si toh
haan hai tujhe kehni kehde nazar se tu o
kya itni hai majbooriyan
kyun itni naa manzooriyan
ik mukhtasar si baat hai
phir zindagi bhar ka saath hai
main teri yaadon mein jaaga
main teri yaadon mein soya
main teri yaadon mein jaaga
main teri yaadon mein soya
tere bin jeena kya mera
tere bin main, main na raha
tere bin jeena kya mera
tere bin main, main na raha
Ek Number
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sanam-Teri-Kasam/Ek-Number/Bw4MYRNTewE
Video:
wikipedia pe check karle
google tu search karle
baby zara look around karle
nahiyo milega aisa yaar soniye
ek number, ek number
ek number, ek number
ek number, ek number

there is magic in your eyes
that turn my world around
love is in your eyes
i will turn my world around
you will look at me and go oh oh oh
dont you ever leave and go
wikipedia pe check karle
google tu search karle
baby zara look around karle
nahiyo milega aisa yaar soniye
ek number, ek number ha
ek number, ek number ha
ek number, ek number

tere bina mujhe chain nahi re
tere bina din rain nahi re
you stolen my heart away
sure ** i will see you baby
wikipedia pe check karle
google tu search karle
baby zara look around karle
nahiyo milega aisa yaar soniye
ek number, ek number
ek number, ek number
ek number, ek number

koi nahi samjha ye rishta jaaniye
hai poora hokar bhi ye adhura heeriye
tere bina mujhe chain nahi re
tere bina mujhe chain nahi re
tere bina din rain nahi re
you stolen my heart away
sure i will see you baby
wikipedia pe check karle
google tu search karle
baby zara look around karle
nahiyo milega aisa yaar soniye
ek number, ek number
ek number, ek number
ek number, ek number

you and i my man, i am top of my man
hold me down my man, we are inseperable
rab ton sache dil ton tenu mangeya soniye
ab ton duniyan ton door le ja sohniye
tere bina mujhe chain nahi re
tere bina din rain nahi re
you stolen my heart away
sure ** i will see you baby
wikipedia pe check karle
google tu search karle
baby zara look around karle
nahiyo milega aisa yaar soniye
ek number, ek number ha
ek number, ek number ha
ek number, ek number
ek number, ek number
ek number, ek number
ek number, ek number number
Kheench Meri Photo
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sanam-Teri-Kasam/Kheech-Meri-Photo/QxARASRSdWY
Video:
mood aashiqana hai, subah ghar jaana hai
tune kaisa jaadu hai kiya
lamha ye suhana hai, time nahi gawana hai
jeene ka maza le saathiya
toh kheech meri photo, toh kheech meri photo
toh kheech meri photo piya
toh kheech meri photo, toh kheech meri photo
toh kheech meri photo piya
toh kheech meri photo, toh kheech meri photo
toh kheech meri photo piya
toh kheech meri photo, toh kheech meri photo
toh kheech meri photo piya

befikar dil hai aaj, hai tera mujhpe raaj
jo kahe kehne de baawra yeh samaaj
bhaage yaha waha, yeh zindagi faraari hai
vaisi hi zindagi hai, jis tarah guzaari hai
mood aashiqana hai, subah ghar jaana hai
tune kaisa jaadu hai kiya
lamha ye suhana hai, time nahi gawana hai
jeene ka maza le saathiya
toh kheech meri photo, toh kheech meri photo
toh kheech meri photo piya
toh kheech meri photo, toh kheech meri photo
toh kheech meri photo piya
toh kheech meri photo, toh kheech meri photo
toh kheech meri photo piya
toh kheech meri photo, toh kheech meri photo
toh kheech meri photo piya

khwabon kaa town hai, raat bhi brown hai
kya huaa kuch nahi, do hi drink down hai
nashe me hum nahi hain, ye sama nashila hai
paani bhi peete hain toh lagta hai tequila hai
mood aashiqana hai, subah ghar jaana hai
tune kaisa jaadu hai kiya
lamha ye suhana hai, time nahi gawana hai
jeene ka maza le saathiya
toh kheech meri photo, toh kheech meri photo
toh kheech meri photo piya
toh kheech meri photo, toh kheech meri photo
toh kheech meri photo piya
toh kheech meri photo, toh kheech meri photo
toh kheech meri photo piya
toh kheech meri photo, toh kheech meri photo
toh kheech meri photo piya
Haal-E-Dil-1
Singer: Neeti Mohan
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sanam-Teri-Kasam/Haal-E-Dil-Female/CSUBZC1hWXw
Video:
haal-e-dil mera puchho na sanam
haal-e-dil mera puchho na sanam
aapke ishq ki madhosi me duba hai ye aalam
haal-e-dil mera puchho na sanam
haal-e-dil mera puchho na sanam

jab shaam aaye, tum yaad aaye
tufaan laaye yaadon mein tum
bebaak si hai har ik tamanna
gustakhiyon me ab dil hai gum
khwabon ke kaafile, baaton ke silsile
saath mere chale, raat din har ghadi
sargoshi mein khoya hai ye aalam
haal-e-dil mera puchho na sanam
haal-e-dil mera puchho na sanam

jaane kahaan se tum paas aaye
huve paraaye mujhse sabhi
jeene lagi hai har saans meri
ab door jaana na tum kabhi
tham gaya hai samaa
pal bhi hai khushnumaa
main akeli yaha
aapke pyaas ki khamoshi se
bheega hai ye aalam
ho haal-e-dil mera puchho na sanam
haal-e-dil mera puchho na sanam
Tera Chehra
Singer: Arijit Singh
Lyricist: Shabbir Ahmed
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sanam-Teri-Kasam/Tera-Chehra/RA0uXEMdZB4
Video:
meri bechainiyon ko chain mil jaaye
tera chehra jab nazar aaye
tera chehra jab nazar aaye
mere deewanepan ko sabr mil jaaye
tera chehra jab nazar aaye
tera chehra jab nazar aaye
zikr tumhara jab jab hota hai
dekho na aankhon se
bheega bheega pyaar beh jaata hai
meri tanhaiyon ko noor mill jaaye
tera chehra jab nazar aaye
tera chehra jab nazar aaye

main raat-din ye duaa karun
tere liye main jiyun marun
chaaron pehar tujhe dekha karun
mera jahan ye tujhpe fanaa karun
zikr tumhara jab jab hota hai
dekho na hontho pe tera ehsas reh jaata hai
mere har raaste ko manzil mill jaaye
tera chehra jab nazar aaye
tera chehra jab nazar aaye

berang hawayein mujhe naa jaane
de gayi sadaa kyun abhi abhi
hai sarfaroshi ye aashiqui bhi
jaayegi jaan meri isme kabhi
zikr tumhara jab jab hota hai
dekho har lamha teri dastan keh jaata hai
meri har ik tadap ko sukoon mill jaaye
tera chehra jab nazar aaye
tera chehra jab nazar aaye
Haal-E-Dil
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sanam-Teri-Kasam/Haal-E-Dil-Male/G18qf0B,UlQ
Video:
haal-e-dil mera puchho na sanam
haal-e-dil mera puchho na sanam
aapke ishq ki madhosi me duba hai ye aalam
haal-e-dil mera puchho na sanam
haal-e-dil mera puchho na sanam

jab shaam aaye, tum yaad aaye
tufaan laaye yaadon mein tum
bebaak si hai har ik tamanna
gustakhiyon me ab dil hai gum
khwabon ke kaafile, baaton ke silsile
saath mere chale, raat din har ghadi
sargoshi mein khoya hai ye aalam
haal-e-dil mera puchho na sanam
haal-e-dil mera puchho na sanam

jaane kahaan se tum paas aaye
huve paraaye mujhse sabhi
jeene lagi hai har saans meri
ab door jaana na tum kabhi
tham gaya hai samaa
pal bhi hai khushnumaa
main akela yahaa
aapke pyaas ki khamoshi se
bheega hai ye aalam
o haal-e-dil mera puchho na sanam
haal-e-dil mera puchho na sanam
Sanam Teri Kasam
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sanam-Teri-Kasam/Sanam-Teri-Kasam/NQ4Mcj1oeVQ
Video:
betahasha dil ne tujhko hi chaha hai
har dua me maine tujhko hi manga hai
tera jana jaise koi baddua
tera jana jaise koi baddua
door jaoge jo tum mar jayenge hum
sanam teri kasam o, sanam teri kasam o
sanam teri kasam
tumhe dekhte hi aankhen ho jati namm
sanam teri kasam o, sanam teri kasam o
sanam teri kasam

hua ye kya hashar mera, juda hua sabar mera
main tere bin ek lamha kyun kabhi naa jiya
raat bhar ashqo ne tujhko pukara hai
har dua mein maine tujhko hi manga hai
tera jana jaise koi baddua
door jaoge jo tum mar jaayenge hum
sanam teri kasam o, sanam teri kasam o
sanam teri kasam
tumhe dekhte hi aankhen ho jati nam
sanam teri kasam o, sanam teri kasam o
sanam teri kasam

nasha tera dil ko laga, dena nahi mujhko daga
main teri aadat ka mara, hai kya meri khata
tere bin namumkin apna guzara hai
har dua me maine tujhko hi manga hai
tera jana jaise koi baddua
door jaoge jo tum mar jayenge hum
sanam teri kasam o, sanam teri kasam o
sanam teri kasam
tumhe dekhte hi aankhe ho jati nam
sanam teri kasam o, sanam teri kasam o
sanam teri kasam